Shayari | Urdu Ghazal
Is tarah kuch fasane ko kam karliya
Humne anjaam pahle raqam kar liya
Koi Mousam na tha Jano chalakiyan
Rubaro jab hua aankh nam kar liya
Teri yaado ke sang kuch balaayen sahi
Be khatar hum hue khud pe dam kar liya
Jab se pahchaan mushkil badi hogai
Dushman Jaan ko yaroo me zam karliya
Hath jab bhi uthe na muraadi mili
Aur karte bhi kya haath shal karliya
by azhar brampuri
No comments:
Post a Comment