Pages

Shayari | Urdu Shayari

Shayari - Urdu Shayari

Sau Dooriyon pe bhi mere dil se juda na thi
Tu Meri zindagi thi magar be wafa na thi

Dil ne zara se gham ko qayamat banadiiya
warna woh aankh itni zada khafa na thi

Yun dil laraz utha hai kisi ko pukar kar
meri sada bhi jaise ki meri sada na thi

Jugnu ki roashni se bhi kiya kiya bhdak uthi
is shahar ki fiza ki charagh aashna na thi

No comments:

Post a Comment