Pages

Urdu Shayari | Hindi song lyrics | Dus kahaniya

Urdu Shayari | Hindi song lyrics | Dus kahaniya


Kabhi aayaton me padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe
Kabhi dil se tujh ko pukar ke
Koi sher apna suna diya

Bhula diya Bhula diya tere ishq me khud ko bhula diya

Ye ajeeb ishq ke khel hain
Jaha lazzato me kami nahi
Kabhi maiane tujh ko hansadiya
Kabhi maine tujhko ruladiya

Buladiya Bhuladiya Tere ishq me.....

Teri raah se jo nikal gaye
Wo deewane ban ke machal gaye
Kabhi hum ne ki teri aarzo
To bata de ye kya bhula diya

Bhula diya ...........

Urdu Shayari | urdu ghazals | sad shayari

Urdu Shayari | urdu ghazals | sad shayari


Raat sunti rahi main sunata raha
Dard ki daastan main batata raha

Log logon se chahat nibhate rahe
Ek woh tha jo mera dil jalata hai

Dil ke mahman khane mein raounaq rahi
Koi aata raha koi jata raha

Mere maktab se sara sabaq padh liya
Aur ek main tha jo tera naam likhta aur mitata raha